Agar koi puchhe kon hu main,
Tum kehna koi khaas nahi.
..
Ek kahani kacchi-pakki si,
Juth magar sachi si,
Ek phool hai murjhayi si,
Raat hai alsaayi si,
Gairo mein bhi apne si,
Haqeeqat mein sapne si,
Rishta kuch ajeeb tha,
Shayad dil ke qareeb tha,
Lekin...
...
Agar koi puchhe kon hu main,
Tum keh dena koi khaas nahi!!
x