Naadani mein ye kaisa gunaah kar baithi...
Jo hai nahi.. Uss khuda se Tujhe paane ki dua kar baithi...
..
Hai naam ka khuda.. Bus naam ki uski khudai..
Jo iss bebas dil mein pyar ki jyot jalai...
Phir kyu..
Rusvai ki aandhi mein ye jyot bujhai...
..
Mar-Mar ke jee rahi hu aaj main..
Darr darr ke jee rahi hu aaj main..
..
Hai sirf saans lena agar jeena..
To haa..
Zinda laash bankar aasu pee rahi hu aaj main..!!!

This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteThanks :)
DeleteDil par lag gaya yaar...
ReplyDeleteArey.. Thnk u.. Thnk u
DeleteReally heart touch linE...
ReplyDeleteKdk...👌👌
Thank you.. :)
DeleteReally heart touch linE...
ReplyDeleteKdk...👌👌
Thank you.. :)
Delete